33 KV Line ko pahchane ka tarika
1- V-Cross arm Dekh Kar
2 - Pin Insulator Dekh Kar.
3- Conductor Dekh Kar.
1- V Cross arm ka weight jayada hoga 11 KV Line ke V- Cross arm se & V-Cross arm ke beech Space 1525 mm hoga.
2- Pin insulator 10 KN ka hoga.
3- Conductor ka area Nominal 100 Sqmm ka hoga. Aur Sectional area jayada hoga jis se Conductor ki current carrying capacity 257-291 A (Dog Conductor) hogi.
Yis tarh se 33 KV Line ko pahchane sakte hai.
No comments:
Post a Comment